и посмотреть медиа
DiNiRAAH - Concurso islámico
и посмотреть медиа
Visas islámicas diarias para probar el conocimiento. Preguntas interesantes sobre el Islam, el Corán y la Sunnah en el canal de Telegram.
Visas islámicas diarias para probar el conocimiento. Preguntas interesantes sobre el Islam, el Corán y la Sunnah en el canal de Telegram.
DiNiRAAHOfrecemos cuestionarios diarios sobre temas islámicos. Prueba tu conocimiento del Corán, Hadith y los fundamentos de la fe. Contenido útil para los musulmanes que quieren profundizar su comprensión de la religión a través de pruebas interactivas.
Happy New Year, Naya Saal Mubarak📍 Sawal- Naye Saal Ki Mubarakbad Dena Kaisa? Jawab- Naye Saal Ki Mubarakbad Dena Dua Hai Ek Momin Ke Liye Ek Momin Ko Dua Dena Sawab Ka Kaam Hai. Lekin New Year Ke Naam Par 31st December Ki Raat Mein Hone Wali Haram Kariya Sharab Noshi Gaana Bajana Naachna Raat Bhar Jaag Kar Gunahon Mein Mulavvish Rehna Yeh Haram Hai, Aur Aaj Hamare Muslim Naujawan Illa Mashallah Na Namaz Se Matlab Na Roza Se Matlab Apne Chehre Ko Yahudi Culture Mein Dhal Lena Allahu Akbar, Iska Shikar Sirf Ladke Hi Nahi Balki Ladkiya Bhi Hai Jo Maghribi Tahzeeb Mein Poori Tarah Dhal Chuki Hai, Aaj Jitna Hum Apne Naujawan Ladko Ko Maghribi Tahzeeb Mein Dekhte Hai Utna Hi Muslim Ladkiyon Ko Dekh Rahe Hai. Wajah Maa Baap Bhai Ki Taraf Se Khuli Chhoot College School Ke Naam Par, Aaj Yahi Ghar Se Mili Chhoot Hamari Islami Bahinon Ka Khule Aam Mind Boss Kar Rahi Hai, Kuch Din Pehle Ek Survey Ki News Par Maloom Hua Hamari Muslim Bachiya Hazaron Mein Nahi Lakhon Ki Tadaat Mein Bhagwa Love Trap Ka Shikar Hokar Murtad Ho Gayi Hai, Hazaron Ki Tadaat Mein Maari Gayi Hai Aur Hazaron Ki Tadaat Mein Use Karke Bahar Phek Di Gayi Hai Tarah Tarah Ke Kutto Se Jism Nuchwane Ke Liye Aur Hazaron Ko Kothe Par Bitha Diya Jism Faroshi Ke Dhandhe Ke Liye Allahu Akbar😭 Bas Iski Asal Wajah Yahi Hai Humne Deen-E-Mustafaﷺ Ko Taaq Par Rakh Diya Hai Humne Apni Zindagi Mein Apne Kirdar Mein Apne Guftaar Mein Apni Nafs Mein Duniya Ko Ghalib Kar Liya Hai, Aaj Humne Maghribi Tahzeeb Ko Apni Aan Baan Shaan Bana Liya Hai, Humne Apne Ghar Mein Deeni Mahaul Ko Nikaal Feka Hai, Aaj Agar Sabse Zyada Koi Qaum Pareshan Hai To Woh Muslim Qaum Hai Jo Har Tarah Se Pareshan Hai, Lekin Jo Allah Ta'ala Aur Uske Rasoolﷺ Ki Farmabardar Hai Uska Rehti Duniya Koi Kuch Na Bigaad Payegi Waqt Hai Musalmano Hosh Ke Nakhun Lo Aur Apne Kirdar Ko Samjho Tumhe Kis Liye Allah Ta'ala Ne Paida Kiya Tumhara Asal Maqsad Kya Hai. Naye Saal Ki Mubarakbad Do Koi Harz Nahi Lekin Shariat Hume Jitni Ijazat Deti Hai Usme Rehkar Hume Karna Hoga Shariat Ko Taaq Pe Rakhkar Mubarakbad Dena Khud Bhi Gunah Karoge Aur Samne Wale Ko Bhi Usme Shaamil Karoge Allah Ta'ala Hum Sabko Deen Ki Sahi Samajh Ata Farmae. Aameen. #Newyear
Открыть канал и посмотреть медиаSolo los usuarios registrados pueden compartir su opinión.
¡Sé el primero en compartir tu experiencia con este recurso!