и посмотреть медиа
DiNiRAAH- Islamic quiz
и посмотреть медиа
Daily Islamic visas to test knowledge. Interesting questions about Islam, the Koran and the Sunnah in the Telegram channel.
Daily Islamic visas to test knowledge. Interesting questions about Islam, the Koran and the Sunnah in the Telegram channel.
DiNiRAAHWe offer daily quizzes on Islamic topics. Test your knowledge of the Quran, Hadith and the foundations of faith. Useful content for Muslims who want to deepen their understanding of religion through interactive tests.
Ek yahudi Aur Nabi ﷺ Ka Waqiya mp3 Acha lage to like zarur Karen n👍
Открыть канал и посмотреть медиа✊یــــــــــــــــــا رسول الـــلّٰـــه ﷺ ❱ *ιѕLαɱi sᏆαTus* ❰ ••───────••───────•• *Qayamat ke din kin ke chehre chamake ge* 🎙️ Maulana Abdul Habib Attari sahab Tïᴍε ➲ OO :42 *TαliB є Duaa 🤲🏻 ᎪdmiN TeαM*
Открыть канал и посмотреть медиа"Ateeq" Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ka Laqab Hai. Is Laqab Ka Zikar Hadees Mein Bhi Milta Hai, Jismein Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Ke Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Ko Allah Ne Dozakh Se Azaad Kar Diya Hai, Isi Wajah Se Unhein "Ateeq" Kaha Jata Hai. Is Hadees Ko Imam Tirmizi Ne Apni Kitaab "Sunan Al-Tirmidhi" Mein Riwayat Kiya Hai: Sunan Al-Tirmidhi, Hadees Number: 3679 Hazrat Ayesha رضي الله عنها Farmati Hain Ke Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Ne Kaha: "Ya Rasool Allah! Kya Main Allah Ka Azaad Kardah (Ateeq) Hoon?" Pas Us Din Se Aap Ko "Ateeq" Kaha Jane Laga. Yahi Wajah Hai Ke Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Ko "Ateeq" Bhi Kaha Jata Hai, Jo Ke Unke Kai Alqaab Mein Se Ek Hai.
Открыть канал и посмотреть медиаDuniya Ka Sabse Pahla Qatl Kisne Kia Tha? Duniya Ka Sabse Pehla Qatl Hazrat Aadam Alaihissalam Ke Betay Qabeel Ne Apne Bhai Habeel Ka Kiya Tha. Iska Zikr Quran Majeed Mein Surah Al-Ma'idah Ki Ayat No. 27-30 Mein Milta Hai: "Aur Unhein Aadam Ke Dono Beton Ka Sacha Waqia Sunao, Jab Un Dono Ne Nazar Pesh Ki, To Ek Se Qabool Hui Aur Dusre Se Qabool Na Hui. Usne Kaha Main Tujhe Maar Daalunga. Usne Kaha, Allah Ta'ala Sirf Parhezgaaron Se Qabool Karta Hai." - (Surah Al-Ma'idah, Ayat 27) "Phir Uske Nafs Ne Usko Apne Bhai Ka Qatal Kar Daalna Aasaan Kar Diya, To Usne Use Qatal Kar Diya, To Woh Nuqsaan Uthaanay Walon Mein Se Ho Gaya." - (Surah Al-Ma'idah, Ayat 30) Translation: "And Recite To Them The Truth Of The Story Of Adam's Two Sons, When They Both Offered A Sacrifice, It Was Accepted From One Of Them But Not From The Other. One Said, 'I Will Surely Kill You.' The Other Said, 'Indeed, Allah Only Accepts From The Righteous.'" - (Surah Al-Ma'idah, 5:27) "And His Soul Permitted Him To Murder His Brother, So He Killed Him And Became Among The Losers." - (Surah Al-Ma'idah, 5:30)
Открыть канал и посмотреть медиаJis Azmat Wale Nabﷺ Ka Hum Kalma Padhte Hai, Us Azmat Wale Nabi Ki Sunnat Hai Mulk Se Mohabbat Karna
Открыть канал и посмотреть медиаIslam Mera Deen Hai Aur Hindustan Mera Watan, Na Mein Deen Chor Sakta Hoon Na Hi Mein Apna Watan "Sare Jahan Se Acha Hindustan Hamara" Is Paighaam Ko Apne Bharat Wasi Ke Paas Share Zaroor Karein. Apne Watan Ke Liye Itna To Kar Sakte Hain Na.
Открыть канал и посмотреть медиаInsaan To Kya Janwar Bhi Sajda Karte Hain Us Rab Allah Ko Har Makhluq Jo Is Zameen Par Hai, Woh Apne Rabb, Allah Ka Zikr Karti Hai Aur Usko Sajda Karti Hai. Allah Ki Azmat Aur Uski Shan Itni Azeem Hai Ke Insaan Hi Nahi, Janwar Bhi Uske Saamne Jhukte Hain. Aur Allah Hi Ko Sajda Karte Hain Jitne Aasmanon Aur Zameen Mein Hain, Khushi Se Khwah Majboori Se, Aur Unki Parchhaiyaan Har Subah-o-shaam. (Surah Ar-ra’d, 13:15) Yeh Baat Humein Yaad Dilati Hai Ke Allah Ki Ibadat Sirf Insaanon Ke Liye Hi Nahi, Balke Tamaam Makhluqat Ke Liye Farz Hai. Har Woh Cheez Jo Allah Ne Paida Ki Hai, Apne Tareeke Se Allah Ki Ibadat Karti Hai. Janwar Bhi Apne Fitrat Ke Mutabiq Allah Ke Aage Jhukte Hain, Unke Dil Mein Allah Ka Khauf Aur Uski Mohabbat Hoti Hai. Is Liye Humein Bhi Chahiye Ke Hum Apne Rab Ki Itni Ibadat Karein, Jitni Ke Woh Haqdar Hai. Jab Har Cheez, Har Makhluq Uske Aage Jhuki Hui Hai, Toh Insaan Ka Farz Hai Ke Woh Apne Rab Ke Hukumon Par Chale Aur Usko Apni Zindagi Ka Maqsad Banaye. Yeh Zindagi Ek Imtihan Hai, Aur Jo Insaan Allah Ka Farmabardar Hota Hai, Woh Asal Mein Kamyab Hota Hai. Socho, Jab Janwar Apne Rab Ko Pehchaan Kar Usko Sajda Kar Sakte Hain, Toh Insaan Jo Ke Aqalmand Aur Sha’oor Rakhta Hai, Uske Liye Kitna Zaroori Hai Ke Woh Allah Ke Hukm Ki Parwi Kare. Allah Humein Apni Ibadat Mein Ikhlaas Naseeb Farmaye Aur Hamesha Apne Raste Par Chalne Ki Taufeeq Ata Farmaye. Aameen.
Открыть канал и посмотреть медиаHazrat Ali Razi Allahu Anhu Ke Zamane Mein Do Auraton Ne Bachche Jane. Raat Andheri Thi. Ek Ke Yahaan Ladka Paida Hua Aur Ek Ke Yahaan Ladki. Dono Mein Jhagda Is Baat Ka Paida Hua Ki Har Ek Kehti Ki Maine Ladka Jana Hai. Aakhirkar Dono Hazrat Ali Razi Allahu Anhu Ke Paas Layee Gayi. Har Ek Unmein Se Yeh Kehti Thi Ki Ladke Ki Maa Main Hoon. Hazrat Ali Razi Allahu Anhu Ne Farmaaya Ki Tum Dono Thoda-Thoda Doodh Chhatiyon Se Nikaalkar Do Bartan Mein Rakho.......... Complete msg 👉 Ссылка скрыта
Открыть канал и посмотреть медиа✊یــــــــــــــــــا رسول الـــلّٰـــه ﷺ ❱ *ιѕLαɱi sᏆαTus* ❰ ••───────••───────•• *Taharat yani Pakizgi Aadha inaam hai* 🎙️Muhammad Saqib Raza Mustafai sahab Tïᴍε ➲ OO : 56 *TαliB є Duaa 🤲🏻 ᎪdmiN TαiM*
Открыть канал и посмотреть медиаOnly registered users can share their opinion.
Be the first to share your impression of this resource!