Logo
TGCATALOG
Catálogo Selecciones Blog
DiNiRAAH - Concurso islámico

DiNiRAAH - Concurso islámico

Visas islámicas diarias para probar el conocimiento. Preguntas interesantes sobre el Islam, el Corán y la Sunnah en el canal de Telegram.

Sin valoraciones
287
27.10.2026
287
27.10.2026
Sin valoraciones
287
27.10.2026
Redirección segura vía bot
О канале

Visas islámicas diarias para probar el conocimiento. Preguntas interesantes sobre el Islam, el Corán y la Sunnah en el canal de Telegram.

Подписчиков 579
Тематика Otros
Язык Español
Ссылка t.me/diniraah
Descripción

DiNiRAAHOfrecemos cuestionarios diarios sobre temas islámicos. Prueba tu conocimiento del Corán, Hadith y los fundamentos de la fe. Contenido útil para los musulmanes que quieren profundizar su comprensión de la religión a través de pruebas interactivas.

Últimas publicaciones

DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
Ek yahudi Aur Nabi ﷺ Ka Waqiya mp3 Acha lage to like zarur Karen n👍
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
✊یــــــــــــــــــا رسول الـــلّٰـــه ﷺ ❱ *ιѕLαɱi sᏆαTus* ❰ ••───────••───────•• *Qayamat ke din kin ke chehre chamake ge* 🎙️ Maulana Abdul Habib Attari sahab Tïᴍε ➲ OO :42 *TαliB є Duaa 🤲🏻 ᎪdmiN TeαM*
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
"Ateeq" Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ka Laqab Hai. Is Laqab Ka Zikar Hadees Mein Bhi Milta Hai, Jismein Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Ke Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Ko Allah Ne Dozakh Se Azaad Kar Diya Hai, Isi Wajah Se Unhein "Ateeq" Kaha Jata Hai. Is Hadees Ko Imam Tirmizi Ne Apni Kitaab "Sunan Al-Tirmidhi" Mein Riwayat Kiya Hai: Sunan Al-Tirmidhi, Hadees Number: 3679 Hazrat Ayesha رضي الله عنها Farmati Hain Ke Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Ne Kaha: "Ya Rasool Allah! Kya Main Allah Ka Azaad Kardah (Ateeq) Hoon?" Pas Us Din Se Aap Ko "Ateeq" Kaha Jane Laga. Yahi Wajah Hai Ke Hazrat Abu Bakr رضي الله عنه Ko "Ateeq" Bhi Kaha Jata Hai, Jo Ke Unke Kai Alqaab Mein Se Ek Hai.
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
Duniya Ka Sabse Pahla Qatl Kisne Kia Tha? Duniya Ka Sabse Pehla Qatl Hazrat Aadam Alaihissalam Ke Betay Qabeel Ne Apne Bhai Habeel Ka Kiya Tha. Iska Zikr Quran Majeed Mein Surah Al-Ma'idah Ki Ayat No. 27-30 Mein Milta Hai: "Aur Unhein Aadam Ke Dono Beton Ka Sacha Waqia Sunao, Jab Un Dono Ne Nazar Pesh Ki, To Ek Se Qabool Hui Aur Dusre Se Qabool Na Hui. Usne Kaha Main Tujhe Maar Daalunga. Usne Kaha, Allah Ta'ala Sirf Parhezgaaron Se Qabool Karta Hai." - (Surah Al-Ma'idah, Ayat 27) "Phir Uske Nafs Ne Usko Apne Bhai Ka Qatal Kar Daalna Aasaan Kar Diya, To Usne Use Qatal Kar Diya, To Woh Nuqsaan Uthaanay Walon Mein Se Ho Gaya." - (Surah Al-Ma'idah, Ayat 30) Translation: "And Recite To Them The Truth Of The Story Of Adam's Two Sons, When They Both Offered A Sacrifice, It Was Accepted From One Of Them But Not From The Other. One Said, 'I Will Surely Kill You.' The Other Said, 'Indeed, Allah Only Accepts From The Righteous.'" - (Surah Al-Ma'idah, 5:27) "And His Soul Permitted Him To Murder His Brother, So He Killed Him And Became Among The Losers." - (Surah Al-Ma'idah, 5:30)
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
Jis Azmat Wale Nabﷺ Ka Hum Kalma Padhte Hai, Us Azmat Wale Nabi Ki Sunnat Hai Mulk Se Mohabbat Karna
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
Islam Mera Deen Hai Aur Hindustan Mera Watan, Na Mein Deen Chor Sakta Hoon Na Hi Mein Apna Watan "Sare Jahan Se Acha Hindustan Hamara" Is Paighaam Ko Apne Bharat Wasi Ke Paas Share Zaroor Karein. Apne Watan Ke Liye Itna To Kar Sakte Hain Na.
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
Insaan To Kya Janwar Bhi Sajda Karte Hain Us Rab Allah Ko Har Makhluq Jo Is Zameen Par Hai, Woh Apne Rabb, Allah Ka Zikr Karti Hai Aur Usko Sajda Karti Hai. Allah Ki Azmat Aur Uski Shan Itni Azeem Hai Ke Insaan Hi Nahi, Janwar Bhi Uske Saamne Jhukte Hain. Aur Allah Hi Ko Sajda Karte Hain Jitne Aasmanon Aur Zameen Mein Hain, Khushi Se Khwah Majboori Se, Aur Unki Parchhaiyaan Har Subah-o-shaam. (Surah Ar-ra’d, 13:15) Yeh Baat Humein Yaad Dilati Hai Ke Allah Ki Ibadat Sirf Insaanon Ke Liye Hi Nahi, Balke Tamaam Makhluqat Ke Liye Farz Hai. Har Woh Cheez Jo Allah Ne Paida Ki Hai, Apne Tareeke Se Allah Ki Ibadat Karti Hai. Janwar Bhi Apne Fitrat Ke Mutabiq Allah Ke Aage Jhukte Hain, Unke Dil Mein Allah Ka Khauf Aur Uski Mohabbat Hoti Hai. Is Liye Humein Bhi Chahiye Ke Hum Apne Rab Ki Itni Ibadat Karein, Jitni Ke Woh Haqdar Hai. Jab Har Cheez, Har Makhluq Uske Aage Jhuki Hui Hai, Toh Insaan Ka Farz Hai Ke Woh Apne Rab Ke Hukumon Par Chale Aur Usko Apni Zindagi Ka Maqsad Banaye. Yeh Zindagi Ek Imtihan Hai, Aur Jo Insaan Allah Ka Farmabardar Hota Hai, Woh Asal Mein Kamyab Hota Hai. Socho, Jab Janwar Apne Rab Ko Pehchaan Kar Usko Sajda Kar Sakte Hain, Toh Insaan Jo Ke Aqalmand Aur Sha’oor Rakhta Hai, Uske Liye Kitna Zaroori Hai Ke Woh Allah Ke Hukm Ki Parwi Kare. Allah Humein Apni Ibadat Mein Ikhlaas Naseeb Farmaye Aur Hamesha Apne Raste Par Chalne Ki Taufeeq Ata Farmaye. Aameen.
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
Hazrat Ali Razi Allahu Anhu Ke Zamane Mein Do Auraton Ne Bachche Jane. Raat Andheri Thi. Ek Ke Yahaan Ladka Paida Hua Aur Ek Ke Yahaan Ladki. Dono Mein Jhagda Is Baat Ka Paida Hua Ki Har Ek Kehti Ki Maine Ladka Jana Hai. Aakhirkar Dono Hazrat Ali Razi Allahu Anhu Ke Paas Layee Gayi. Har Ek Unmein Se Yeh Kehti Thi Ki Ladke Ki Maa Main Hoon. Hazrat Ali Razi Allahu Anhu Ne Farmaaya Ki Tum Dono Thoda-Thoda Doodh Chhatiyon Se Nikaalkar Do Bartan Mein Rakho.......... Complete msg 👉 Ссылка скрыта
DiNiRAAH - Concurso islámico
DiNiRAAH - Concurso islámico
🔒Открыть пост
и посмотреть медиа
✊یــــــــــــــــــا رسول الـــلّٰـــه ﷺ ❱ *ιѕLαɱi sᏆαTus* ❰ ••───────••───────•• *Taharat yani Pakizgi Aadha inaam hai* 🎙️Muhammad Saqib Raza Mustafai sahab Tïᴍε ➲ OO : 56 *TαliB є Duaa 🤲🏻 ᎪdmiN TαiM*
DiNiRAAH - Concurso islámico
Evolución de suscriptores
+-1.2% últimos 30 días
Actuales
579
Hace un mes
586
Crecimiento medio
+0 / día
Actualizado
hace 1 día

Reseñas de canal DiNiRAAH - Concurso islámico

Inicia sesión para dejar una reseña

Solo los usuarios registrados pueden compartir su opinión.

Aún no hay reseñas

¡Sé el primero en compartir tu experiencia con este recurso!

Recursos similares

Loading
Cambiar a tema claro
Inicio Catálogo Selecciones Blog Entrar