и посмотреть медиа
DiNiRAAH - исламский квиз
и посмотреть медиа
Ежедневные исламские квизы для проверки знаний. Интересные вопросы по исламу, Корану и сунне в Telegram канале.
Ежедневные исламские квизы для проверки знаний. Интересные вопросы по исламу, Корану и сунне в Telegram канале.
DiNiRAAH предлагает ежедневные викторины по исламским темам. Тестируй свои знания Корана, хадисов и основ веры. Полезный контент для мусульман, желающих углубить понимание религии через интерактивные тесты.
Sawaal: Namaz-e-Isha Ki Niyyat Karte Waqt Galti Se Zubaan Se Maghrib Ki Niyyat Nikal Gayi, Toh Kya Hukm Hai? Jawab: Agar Dil Mein Namaz-e-Isha Ka Hi Iraada Tha, Lekin Zubaan Se Galti Se "Maghrib" Nikal Gaya, Toh Is Surat Mein Isha Ki Namaz Hi Ho Jayegi, Kyun Ke "Niyyat" Dil Ke Iraade Ko Kehte Hain. Lekin Agar Dil Mein Bhi Maghrib Ki Hi Niyyat Thi, Yani Iraada Hi Maghrib Padhne Ka Kiya Tha, Toh Is Surat Mein Isha Ki Namaz Ada Nahin Hui.
Открыть канал и посмотреть медиа> क़र्बला से क्या सीखा... मौला इमाम ह़ुसैन रद़ियल्लाहु तआ़ला अ़न्हु ने यज़ीद प्लीद से जंग क्यों किया था, के तुम सब ढोल पीटना?, DJ बजाना?, मातम करना?, ताजिया बनाना फ़िर उसी को इमाम ह़ुसैन समझ लेना ? जुलूस निकालना तो नशा वाला चीज़ खा कर? नहीं बल्कि ये काम तो यज़ीदियों के थे ह़ुसैनियों ने तो इस्लाम के लिए, नमाज़, के लिए, पर्दा के लिए, सब कुछ क़ुर्बान कर दिया । तू ह़ुसैनी बना फ़िर रहा फ़जर, जुह़र, अस़र, मग़रिब, इशा सब छोड़ कर बड़ा ह़ुसैनी बना हुआ है।
Открыть канал и посмотреть медиаJab Zindagi Mushkil Ho Jaye, To Sajda Kar Rab Sab Dekhta Hai.
Открыть канал и посмотреть медиа❓ Sawaal: Agar Janwar Ko Ghair-Qibla Ki Taraf Munh Karke Zabah Kiya Jaye Toh Kya Hukm Hai? ✅ Jawaab: Janwar Ko Qibla Ki Taraf Munh Karke Zabah Karna Sunnat Hai. Lekin Agar Ghair-Qibla Ki Taraf Munh Karke Zabah Kiya Gaya Toh Janwar Halal Toh Hoga, Magar Aisa Karna Makrooh Hai. --- ❓ Sawaal: Agar Zabah Karte Waqt Chhuri Haram Maghaz Tak Pahunch Jaye Ya Sar Alag Ho Jaye Toh Kya Hukm Hai? ✅ Jawaab: Agar Qasdan Aisa Kiya Gaya Ho (Jaane Boojh Kar), Toh Yeh Amal Makrooh Hai. Lekin Agar Ghair Iraadatan Hua Hai, Toh Makrooh Nahin Hai. Bharhal Dono Soorat Mein Janwar Halal Hai. 📚 Anwaar-e-Qurbani, Safha: 141-142
Открыть канал и посмотреть медиаNayi tehzeeb ne jadoon se kaat di aulad, aur boodhe baap ka dil tod diya
Открыть канал и посмотреть медиаGhusal karte waqt kalma ya durood Sharif padhna kaisa hai
Открыть канал и посмотреть медиаEk Chhoti Si Chidiya Ne Emaan Ki Badi Taleem De Di #IslamicMotivation #Emaan #HeartTouchingStory
Открыть канал и посмотреть медиаТолько зарегистрированные пользователи могут делиться своим мнением.
Станьте первым, кто поделится своим впечатлением об этом ресурсе!